close
preloader

Top videos

Tum kaanch ke ghar mein rahte ho patthar se muhabbat theek nahiAye kashti jalaane walo’n suno dariya se adaawat theek nahiMaana ke aqeedat gehri hai yun sar na jhukaao sajde meinInsaa’n hai khuda ban jaayega itni bhi aqeedat theek nahiMat dhoondo...
Read More Share
Furqat e gham azaab ho jayeSab haqeeqat saraab ho jaayeAshk ko yun baha ke sehra bhiGanga jamna chenaab ho jaayeIss tarah se naqaab utha zaalimChaandni laajawab ho jaayeAa baboolo’n se hi bana lein chamanKaan’ta kaan’ta gulaab ho jaayeIshq mein...
Read More Share
Dhanak ke rang mein nikhra bahaar ka mausamQaraar le gaya saara qaraar ka mausamTadapte ashq ke moti palak sanvaar gayeKe khatm ho hi gaya intezaar ka mausamShab-e-visaal ne furqat ki tod di zanjeerHisaar-e-hijr se aaya faraar ka mausamHai surkh kaas...
Read More Share
Tu khush nahin hai chalo ghar alag alag kar leinHawa zameen ye ambar alag alag kar leinLadaayi khatm hui haar jeet kiski huiYe dekhna hai to chal sar alag alag kar leinJo daur khatm hua sath sath chalne kaTo aao meel ka patthar alag alag kar leinHai ...
Read More Share
Usey bhi pyaas hai apni bujhaani dekhte jaaoWoh mera khoon peeta hai ya paani dekhte jaaoMere haatho’n ke saare phool ab patthar na ho jaaye’nMukhalif kaym’p ki shola bayaani dekhte jaaoHimayat hai tujhe sooraj ki main bhi qatrah-e-zam zamAye s...
Read More Share
Aye shehr-e-sitam main tera hun apno pe sitam kyun karte hoAye mulk-e-adam ke matwaalo’n lut jaane ka gham kyu karte hoKuchh meri anaa kuch teri anaa dono ke anaa ki thi majbooriMajboor sahi hum door sahi in aankho’n ko nam kyun karte hoIss dil m...
Read More Share
Ab to ye kaam hai mitti ka tadapne lag jayeBojh badh jaaye to chup chap bikharne lag jayeApne khanjar ke kamalaat dikhaya bhi karoDekho khanjar mein kahin rang na milne lag jayeAshk palkon pe sajaaya karo shabnam ki tarahYe na ho aankhon ka baadal ka...
Read More Share
Safar mein sab akele hain pukara kar liya jayeGham-e-tanhaai ka kuchh to mudawa kar liya jayeSuna hai noor ke paikar se ik din saamna hogaChalo ab dil ke butkhaane ko ka’aba kar liya jayeSuna hai khwab kachchi neend mein poore nahi hoteSo jeete ji ...
Read More Share
Ye main jo vahshat ke daayre mein thahar raha hoonTeri samajh se pare main khud mein nikhar raha hoonMujhe bhi kozahgaro’n ne chaaha banayein phir seMain sookhi mitti tha raqs karte bikhar raha hoonWoh jis badan ki hazaaro’n maujein dubo rahi hai...
Read More Share
Mutthiyo’n se mujhe gira denaDhool hoon dhool par leta denaMeri yaadein azaab de gayi tujheDheere dheere mujhe ganva denaSab parindey the mausamo’n ke ghulaamMuntazir pedo’n ko bata denaIss qabeele ki neend kachchi haiJaag jayenge sab jaga dena...
Read More Share
Main aage walo’n mein jazba jaga ke laut aayaJo sab se peechhe they aage badha ke laut aayaBuland udna tha mujh ko to meri chaal to dekhAnadiyo’n se patangein luta ke laut aayaUdaan bhool na jaaye woh shaakh-e-gul pe kahinMain pattharo’n se par...
Read More Share
Ab saanp ke hi jism se sandal lipat na jaayeIss rezgaar se kahin jungle lipat na jaayeAisi tadap hai pyaase mein dariya na chal padeAisi tadap hai honto’n se se chhagal lipat na jaayeKaajal laga ke aankho’n mein dekho na aainaDhoke mein tere aks ...
Read More Share
Teri palkon ki ghani shaam se darr lagta haiMain thaka haara hoon aaraam se darr lagta haiSurmayi shaam ke aanchal mein ujaaley kab takChampayi dhoop ke anjaam se darr lagta haiSaanvli chaao’n tale din ye guzaaroo’n kaiseAjnabi pedo’n ke ilzaam...
Read More Share
Badan mein pyaas na jaane kahan kahan se uthiSharar ki shakl mein ye aatish-e-rawaan se uthiJo uss ne rait pe likha tha hijr ka ek lafzTo ban ke hashr yahi rait khaakdaa’n se uthiAndhera phir naye sooraj se haar jayegaLakeer-e-aks-e-zeya ki jo bake...
Read More Share
Pehloo-e-yaar mein aaya to jahaa’n bhool gayaHijr ki rait udi aah-o-fughaa’n bhool gayaShiddat-e-tashna labi se mujhe ehsaas huwaKhud meri zaat mein dariya tha ravaan bhool gayaJosh mein aa gaya maidan-e-amal mein lekinTegh-o-shamsher-o-sunaa tee...
Read More Share
Woh hamein aazmaa ke maanengeJaan apni ganva ke maanengeUn ke haatho’n mein aaj sooraj haiSaare jugnoo jala ke maanengeMaanjhe ke dor ki patango’n seKachcha dhaaga ladaa ke maanengeHusn ka jaal tan gaya hum bhiDil ka panchhi udaa ke maanengeDhoop...
Read More Share
Hawa ban kar main teri syah zulfon ko chhu loonTere kaajal mein mil kar ghani palko’n ko chhu loonKisi yaqoot ke do taraashe lab hain tereMain laali mein pighal kar tere hontho’n ko chhu loonTumhaara lams aisa ke patthar jaag jaayeHena ke saath g...
Read More Share
Uss gulaabi shaam ke saaye kahin gum ho gayeJab bichhad ke hans ke jodey kahin gum ho gayeNafrato’n ka maanjha tha saari patangein kat gayeinPyaar ke mazboot woh dhaage kahin gum ho gayeDhoop ki zanjeer pehne ho gaye kuchh kaamyabJo bachey they chh...
Read More Share
Apno’n ko aazmaane ka qissa na hum se poochhDushman se haar jaane ka qissa na hum se poochhMitti ki thi pukaar hum hijrat na kar sakeyIss qarz ko chukaane ka qissa na hum se poochhTha aab’shaar apna wahin pattharo’n mein qaidPatthar se sar lada...
Read More Share
Jo shaakh-e-gul ik chamakte khanjar ke saamne haiYe fan hai qatrah bhi ab samandar ke saamne haiJo takht-e-shaahi ko chhod aaya  tha ik malangaWoh takht-e-shaahi phir uss qalandar ke saamne haiYe ratjaga ye hazaaro’n sajde aye banda parwarPari...
Read More Share
Ab ke aise alam se guzre humApne haatho’n sitam se guzre humUn ke yaado’n ki titliyaa’n chhu karRehguzaar-e-sanam se guzre humLehar dar lehar hum guzarte huweMauj dar mauj gham se guzre humWoh nasheb-o-faraaz woh tereJism ke peych-o-kham se guz...
Read More Share
Woh qatrah ab bhi samajhta hai aab’shaar mein haiJo aab’shaar se gir kar nadi ki dhaar mein haiYe tera sheher teri cheenkh sun na paayegaKe baazgasht-e-sada dasht ki pukaar mein haiBajaao saaz mohabbat ka amn ki khatirKhalish na daf mein na veena...
Read More Share
Chhod aaram thakan de de bahel jaungaZinda rehne ki ghutan de de bahel jaungaChaand ki shab mein tera hijr qayamat hogaDhoop ki saari jalan de de bahel jaungaIn zameeno’n ki udaano’n mein ghane saaye hainChhaao’n se door gagan de de bahel jaung...
Read More Share
Hai dasht-e-dil mein meri zaat koobakoo phir seDil-o-jigar meri aankhein lahoo lahoo phir seHar ek aaina un ka hi tarjumaa’n niklaShabeeh-e-yaar in ankhon ke roobaroo phir seThahar gaya tha maqaam-e-saraab me aa karHai ku-e-yaar mein jaane ki justu...
Read More Share
Rait ko phaankte vahshat mein guzar jaane dePyaas ghaflat mein hai ghaflat mein guzar jaane deSaaye mein khudkushi kar le na meri parchhayi’nZindagi dhoop ki sangat mein guzar jaane deDil parinda hai nasheman mein kahan tikta haiAise harjaayi ki hi...
Read More Share
Rasm hai ye pyaar ki jalna pighalna haye hooHaye hoo tera mera milna bichhadna haye hooBebasi aankho’n mein le kar apne toote pankh sePanchhi ka udna gagan mein neeche girna haye hooDo ghadi aaram kar le do ghadi ki chhao’n yePhir wahi chalna ter...
Read More Share
Meri aarzoo ka charaagh ab na jalega tere dayaar meinMeri dhadkane teri qaid mein meri sansein tere hesaar meinJo nihaa’n qaza mein qaraar ho to kyun aarzoo-e-qarar hoAye tadap talab meri tishnagi tujhe kya milega qaraar meinKayi karwa’n jo chale...
Read More Share
Aye chaak meri mujhko mukammal bana ke dekhIss ped ko hara bhara jungle bana ke dekhTujh se lipat bhi jaaoo’n teri aasteen ka saanpBu-e-badan ko khushboo-e-sandal bana ke dekhIss dheemi chaal se kahaan tay hoga pul siraatBhedo’n ke iss qabeele ko...
Read More Share
Naya rayees hai apna maqaam kya jaaneWaqaar taaj ka adnaa ghulaam kya jaaneYeh raat phir naye sooraj se haar jaayegiMain ek jugnu hoon ye dhalti shaam kya jaaneBagair imaam ki iss bheed ki khataayein na ginKahaan ye jhukna hai kab hai qayaam kya jaan...
Read More Share
Thi bhool buzdilo’n ko bhi zindo’n me gin liyaLashkar yazeediyo’n ka tha apno’n mein gin liyaMoti banane wala main samjha tha koozagarThee’n kaudiyaa’n sadaf ke qabeelo’n mein gin liyaQatro’n ke inqalaab se dariya na ban sakaShabnam g...
Read More Share
Dam badam aankhon se apni mai pilaye dam badamDam badam mera sanam pehlu mein aaye dam badamYeh nazaakat nargisi yeh nit-naye nakhre tereDam badam woh rooth jaye maan jaye dam badamShaakho’n pe baithi kali jaisi teri dosheezgiDam badam shabnam naha...
Read More Share
Be-parda be-hijaab saraapa kamaal kaKis ne tumhara husn tarasha kamaal kaPalko’n ki paalki teri neendein meri jagaayeYe saanvli saraaye ye dera kamaal kaDil ki patang kaat gayein sarphiri lateinJaanaa’n tumharey baalo’n ka maanjha kamaal kaIss ...
Read More Share
Qabl mar jaane se jeene ka hunar aa hi gayaGirte padte bhi smbhalne ka hunar aa hi gayaKab talak dhoondta kashti ke nigehbaano’n koTair kar paar utarne ka hunar aa hi gayaSaath sooraj ke chala tha main safar mein lekinZulmat-e-shab se guzarne ka hu...
Read More Share
Shab-e-visaal ki betaabiyaa’n sitam dhaayeinSitamgaraa’n teri rangeeniyaa’n sitam dhaayeinTumhare hontho’n ka panghat sharaab se labraizLabo’n ke jaam ki gehraaiyaa’n sitam dhaayeinGulo’n ki sej hai jaanaa’n tere badan ki saraayeTumha...
Read More Share
Main udaa raha hoon jaana’n teri yaado’n ke parindeyTujhe haal-e-dil sunayenge sadaao’n ke parindeyMeri saf ke sabz patte kahin kar na dein baghawatKahin ud na jayein saare meri shaakho’n ke parindeyMera jism muztarib hai wahi lams dhoondta h...
Read More Share
Uljhi hui rassi ka sira dhoond raha haiKya jaane woh apni hi khata dhoond raha haiShaakho’n se gire patton ki taqdeer thi achchhiIk bhookha hiran patta hara dhoond raha haiIk tu hai ke nikla bhi nahi ghar se abhi takIk woh hai tujhe chaaro’n dish...
Read More Share
Syaah raat mein taare nahi seher dhundoUdaan bharni hai to khud mein baal-o-par dhundo Jawaa’n dhoop ke nezo’n se haar jaogeNa dhundo abr ke tukde bade shajar dhundo Thakan utarti kahan hai yahan ke logon kiIdhar saraaye na dhundo kahin...
Read More Share
Shab ke rukhsaaro’n pe shabnam ke sharaare utreyTab kahin jaake mere khwab kinaare utreyMauj ka khauf tha aisa ke lab-e-sahil bhi Pehle utra tha main peechhe mere saare utreyLafz honton ke qafas mein bhale dum tod gayeAankhon se aankhon mein l...
Read More Share
Ye chandni ye chaman zaaron ki agan aur mainYe rang-o-bu ye tere lams ki chubhan aur mainGhazaal aankhon se dil par chhuri barasti huiShikast khata hua rann me ek hiran aur mainThakan utaarti ye saanvle badan ki hadeinGudaaz jism ki ye makhmali shika...
Read More Share
Sau maujein qafas teri nigahon ke bhanwar meinMain doob raha hoon tere jalwon me bhanwar meinMaikash ki muradein hain kya maikhana-o-saaqiMaikash ki muradein teri aankhon ke bhanwar meinKastoori ki khushboo ka bhanwar naaf se ut’theTargheeb shab-e-...
Read More Share
Sau maujein qafas teri nigahon ke bhanwar meinMain doob raha hoon tere jalwon me bhanwar meinMaikash ki muradein hain kya maikhana-o-saaqiMaikash ki muradein teri aankhon ke bhanwar meinKastoori ki khushboo ka bhanwar naaf se ut’theTargheeb shab-e-...
Read More
Sau maujein qafas teri nigahon ke bhanwar meinMain doob raha hoon tere jalwon me bhanwar meinMaikash ki muradein hain kya maikhana-o-saaqiMaikash ki muradein teri aankhon ke bhanwar meinKastoori ki khushboo ka bhanwar naaf se ut’theTargheeb shab-e-...
Read More
Sau maujein qafas teri nigahon ke bhanwar meinMain doob raha hoon tere jalwon me bhanwar meinMaikash ki muradein hain kya maikhana-o-saaqiMaikash ki muradein teri aankhon ke bhanwar meinKastoori ki khushboo ka bhanwar naaf se ut’theTargheeb shab-e-...
Read More
Simat’ti chandni hai ya saraapa hai nami danamNami danam mera mehboob kya kya hai nami danamTumhari jheel si aankhon ke tat par ye jhuki palkeinBhanwar hai chhaa’on hai koi shikara hai nami danamTere chehre ke sahil par dhanak ki mauj sar patkeNa...
Read More